Sunday, July 31, 2011

kya khuda bhi uska tha?

Manjil bhi uski thi rasta bhi uska tha.
Ek mai akela tha aur kafila bhi uska tha.
Sath chalne ki soch uski thi
phir rasta badalne ka faisla bhi uska tha.
Aj kyu akela hu? Dil sawal karta hai.
Log to uske the hi par kya

khuda bhi uska tha?????

No comments:

Post a Comment